Post
Topic
Board Other languages/locations
Merits 2 from 1 user
Re: Pakistan
by
UmerIdrees
on 22/02/2024, 14:56:05 UTC
⭐ Merited by Xal0lex (2)
Barri der kar di Mehrban aaty aaty...

Bulbulay jo Pakistan ka sab se zada dekha jane wala comedy drama hai jis k under Ayesha Umar, Hina, Mehammod Shahab aur Nabeel ada kar hain. Ayesha Umar iss mai Khubsurat ka role kr dar krtein hain jab k Hina Momo ka aur Mehmmod and Nabeel ko toh un k naam se hi pukara jata hai lakin abhi aik saal ka under under iss mai 2 aur log shamil huiein hain jis k naam hain Shagufta Ijaz, aur Ashraf Khan jjis mai Shagufta Ijaz Joji aur Ashraf Khan Mustqeme hone ka krdar ada krtein hain.

Iss drama ki har new ep Saturday ko haati hai. Muhey iss drama k barey mai zada kuch batane ki zarorat toh hai ni because Pakistan ka har aik banda iss drama ko janta hai. Ye drama phesla 14 saal se chal raha hai aur phela season 1 huua krta tha but ab season 2 hai aur dono season ki qestoin ko mila k ye 600 se bhi zaid banana qarar pati hai. Inhoin ne iss drama mai abhi tak sirf 5 partbay ghar ko badla hai.