Post
Topic
Board Other languages/locations
Re: Pakistan
by
Sayeds56
on 15/03/2024, 23:58:36 UTC


Sab se pehle tho bhai jan ap apne tareef kar de k apko kitna knowledge ha btc aue crypto ka. Ap ko ma ne yaha pehle nahe dekha. Muje ap new lag rahe ho aur apki language be asal ma urdu nahe lagte es leye k ye mansi lafz ma pehle bar sun raha ho. Pata nahe ye kis zaban ma lafz ha. Pakistani Bitcoin k baare ma jaante bahut aur mere khial se educated persons jin ko internet ka pata ha wo 50% btc k naare ma jaante ha leken masla ye ha k yaha crypto legal nahe ha tho koi usko zahir nahe karta.jis waha se ye lagta ha ziada logo ko btc ka pata nahe. Banks k bare manager be btc ma investment kar rahe ha leken sab khufuia taur par kar rahe ha.

Mere khayal mein Mansi Hindi ya Sansikrat zuban ka lafz ha jis ko female se relate kia jata ha.

Baki jahan tak Bitcoin ki awareness ka taulak ha to esmein Pakistani peechy nhi han yehn pe bht awareness ha or bht tezi se grow ker rehi ha. Pakistan mein 26 Million log crypto currencies ko own kerty han.Ap ko yeh jan ker hairat ho gi k Nigeria jo k African country ha vehan pe bi Bitcoin bht popular ha.

 Top trading countries mein USA, CHINA, RUSSIA and Nigeria shamil han.

https://www.binance.com/en/feed/post/1441692