Bitcoin ek acha game khel raha ha. ma ne ek jaga read kia tha k sab se ziada down ek din ma wo es bar huwa ha. Pehle be down hotha tha leken ek din ma etna percent down nahe aaya. Jjs waat btc 65k se neeche aya aur 62k k qareeb tha wo waqt bahut nazuk tha es leye k 60k ka resistance agar break hotha tho ye khatre ki bath the tamam altcoins aur long terms holder k leye. Muje jitna lagta ha tho es market ma sirf read only mode ma rehna chahea aur trading se parhez karna chahea. muje nahe lagta k es market ma trading se koi income generate hogee. May k last ma insha Allah market k acha hone ka inkan ha tho is ma per try kare tha k kuch profit mel jae . Thab tak airdrop se dip behlate raye
Jab ab read only mode mein rahoo gay ais crypto market mein tu app paisa kai say banaoo gay. I think ap ko investment mindset c ana chayee crypto market meine jahan p trading mei n10, 20, 100$ bananay ki bajiay make 1000, 5000$ by investing in coins for a period of six months to one year.
Aj wo din hain jhan Pakistan pheli baar World Champion bana tha cricket ki dunay mai. Jab Pakistan ka kaptaan
Imran Khan hua krtha tha aur Pakistan dunya baar mai 25 March 1992 ko Wolrd Cup apne naam kia aur dunya e cricket k under arooj hashil kia. Us waqt ka kaptaan ka naam hai Imran Khan.
Jisne aj k din 92 mai World Cup wo aj k din jail mai hai aur vesse aik cheeze pr Roshni dalna chaun ga k Imad Wasim aur Amir ne bhi comeback kr lia hai retirement se yhan tak k PSL mai old Lahore Qalandars ne bhi come back kr lia, Ali Zafar ne bhi PSL ka anthem ga kr come back kr lia agar kisi ab tak come back ni kia toh us ka naam Imran Khan hai. Vesse come back kr toh lias tha lakin election dadli hogyi jis k bais comne back na ho skha.
Baat khain aur hhi jarhein hain aj aik Khushi ka din jahan se Pakistan ki cricket history ka abtada hua tha aj wo din hai. Vesse taab us World Cup mai England aur Australia se zada strongest team koi nit hi aur jo ye hai New Zealand who bhio khoi kam nit hi lakin Australia ko group stage mai hara kr semi-final mai qualify kia pr New Zeland ko Semi-final mai haraya then final mai England ko harayha aur jo ye World Cup jeeta tha us ka last over Imran Khan ne kia tha jis ka catch Ramiz Raja ne pakra tha aur vesse jab wo match ho raha that oh us mi Imran Khan ne aik issa decision li ajis se matrch haar bhi skhtha tha jo tha k start mai hi Wasim Akram k sare over khatam kr diya aur akhri over k liya ball di toh tab sari ki sari team bol rhi thi end mai kia krein gain but
Imran Khan ne Pakistan ko world cup jeeta diya.