Ramzan ka Mubarak maheena chal raha ha aur rahmate, maghfirat ham ko dhoondh rahe ha. Khush Qismat ha wo insan jis ko es maheene ma ebadar ki taufeeq naseeb ho jae. Es maheene ma kabe kabe ham ghalat ka Shekar hothe ha aur Roze ko mamooli bahane se nahe rakhte aur ese tarah rat ma qiyam yani tarveh ha jis ma aksar susti dekhe jathe ha. Har harfe quran sunne par sawab melta ha. Har sijda taraveh ma 1500 nekia aur mahal. Har amal ka sawab 70 gunah aur nafal ka sawab farz k barbar. Koi b altcoin kitna b increase ho jar Bitcoin ko nahe pohnch sakta. ab agar apki altcoin ki price Bitcoin jitna de tho har koi koshish karega leken yaha nekio k mausam ma ham se kotahia hothe rehtte ha
Koi Shak ni isma bhai Allah ny ya month waqia bahat fazilat wala ha iski barbari koi ni kar skata ha kiu kh Roza mukhlas abadat ha Allah ki or iska ajzar sarf Allah he dy skata ha kohsish kary zadya sy zadya doary ka kam ayy is mahney ma niki ka sisla 100 ghuna bhar jata ha doary ka kam ayy os jo gareeb or mushtaq ha inki madad kary kasi ko eid ki shoping karwa dy jas say kasi gareeb ka bachy khush hu jaye agr wo khsuh hu kar duwien dy gy to ya sab sy bar swab wala kaam ha Allah bi bahat Khush hota ha kiuhs kasi gareeb ka pait ma ik lukhma puchna 1000 masjidy tameer karny sy bahter kam ha
dosari ap nay Altcoin or bitcoin wal jo example di hai bari kaml ki lagai kah Alt coins jaitn marazi pump ly ly lakin bitcoin ka maqabla ni kar skaty ha is trah sab mahney afazal ha lakin ramzan ka koi maqbala ni hu skat kiu kha ya sarf Allah ka mahena ha isma ap ki har duwa qaboll hoti ha agr dil say ki jaye baki duay kary sab community waly abadat kary our sab ki zindagi am khushian naseeb hu