Ramzan ka Mubarak maheena chal raha ha aur rahmate, maghfirat ham ko dhoondh rahe ha. Khush Qismat ha wo insan jis ko es maheene ma ebadar ki taufeeq naseeb ho jae. Es maheene ma kabe kabe ham ghalat ka Shekar hothe ha aur Roze ko mamooli bahane se nahe rakhte aur ese tarah rat ma qiyam yani tarveh ha jis ma aksar susti dekhe jathe ha. Har harfe quran sunne par sawab melta ha. Har sijda taraveh ma 1500 nekia aur mahal. Har amal ka sawab 70 gunah aur nafal ka sawab farz k barbar. Koi b altcoin kitna b increase ho jar Bitcoin ko nahe pohnch sakta. ab agar apki altcoin ki price Bitcoin jitna de tho har koi koshish karega leken yaha nekio k mausam ma ham se kotahia hothe rehtte ha
Absolutely correct bro, yeh maheena like bull run haa Jaha ap Jo bhi hold karyngy woh 100x to 1000x hogaa, but ik baat yaad rakhy ky iss maheeny Mai jistarah naikyaa 100x hote haa toh same usse tarah gunah bhi same 100x hota haa so bs ab apko short aur long la same ratio mily ga. Mai mostly daikhta hu ky log iss maheeny Mai still apni zubaan ka istimal drust Nahi karty jisky consequences unko face karny paryngy. Isky sath sath yeh maheena sabr, afaa aur darguzar ka maheena haa but unfortunately iss maheeny Mai jitne larariya garoo aur bazaroo Mai hote haa believe me normal routine Mai aisa Nahi hote toh barah-e-karaam Roza sirf apka Nahi hota aur na ap Kisi pa ahsaan kar rahy ho so thoora sambal ky.
Baki aany waaly kuch week Mai log atikaaf pa baityngy toh kis kis ka irada haa apni Rai share kary.