Post
Topic
Board Other languages/locations
Re: Pakistan
by
UmerIdrees
on 27/03/2024, 16:20:33 UTC
Ramzan ka Mubarak maheena chal raha ha aur rahmate, maghfirat ham ko dhoondh rahe ha. Khush Qismat ha wo insan jis ko es maheene ma ebadar ki taufeeq naseeb ho jae. Es maheene ma kabe kabe ham ghalat ka Shekar hothe ha aur Roze ko mamooli bahane se nahe rakhte aur ese tarah rat ma qiyam yani tarveh ha jis ma aksar susti dekhe jathe ha. Har harfe quran sunne par sawab melta ha. Har sijda taraveh ma 1500 nekia aur mahal. Har amal ka sawab 70 gunah aur nafal ka sawab farz k barbar. Koi b altcoin kitna b increase ho jar Bitcoin ko nahe pohnch sakta. ab agar apki altcoin ki price Bitcoin jitna de tho har koi koshish karega leken yaha nekio k mausam ma ham se kotahia hothe rehtte ha

Ada Ramzan khatam hohgya hai aj 16th roza tha jo k iftar hogya ab pecha sirf aur sirf 14 roza rhe gain hain. 9 April tak roze chalne hain aur phir us k baad eid ajane wali hai.
Ramzan ka alkhri ashra start hone wala hai matlab k ab eid zada bhi dur ni hai bas kuch hi time re gya pr Ramzan ne bhi khatam hoja nah ai aur phir eid ne bhi ajana hai. Pata bhi ni chalta k itni juldi Mah-r-Ramzan ata hy aur chala jata hy.




Eid se urad eidi milne ka time agya hai bachoin k liye. Abhi takt oh eid 10 April ko hogiu but agar 30 roza hojatein hain pr eid ka hona hoga 11 April ko. Is dafa ki joeid hogi wo tohori se garmi mai hogi bhut agli dafa ye eid hogi tand mai aur us se agli dafa yhani 026 mai toh roper tand k under hogi. ‘