Post
Topic
Board Other languages/locations
Merits 1 from 1 user
Re: Pakistan
by
Cheema02
on 29/03/2024, 16:47:54 UTC
⭐ Merited by shahzadafzal (1)
Motivation Post for all of US

Assalam alaikum to all kasy ha sab umeed krta hu roazy achy ghuzar rahy hu gay youtube apo to har koi use krta hu ga ajj kal youtube ma gilgat ka nana say larka jas ki umar 5 saal ha vloging kar raha ha or toursem ko promote kar raha hai MashAllah is nay first 2 months ma apny 1 million plus subscriber bi comply kiya or Ajj jab isy youtube ki tarf sy pheli payment ayi to taqvreen 4 Million plus banti hai 40 lac ik chota sa bacha kam raha hai or ham kha khary hai


Har koi inta lucky ni hota but earning sab achi kr saktein hien agar woh apnay apnay kaam mein mehnat kerian jaisay k Babar Azam kerta hy  Smiley

Akhir wo din agya Babar Aazm phir se kaptaan ban gya aur ab ye paka paka hogya hai kiu k google pr bhi search krein toh pata lagtha hai k Babar Azam theinoin formats k kaptaan ban gye hain. Abhi kuch hi dino mai New Zealand ne Pakistan mai 5 T20 matches khelna hain, jis me Babar Azam ko captain banana ka faisla kr diya gya hai.

Shaheen sirf aik hiu dafa 5 matches ki series pr kaptaani ki but now dubara se Babar Azam hamara kaaptan ban gya hai. Phela subha ye Geo news k under ay ajis mai kha gya sazareh ka khana hai k Babar Azam dubara se Captain bane walein hain aur ab PCB k chairman Moshin Naqvi ne decide kr diya aur bata diya k yhan pr ab Babar Azam kaptaani kre ga. Vesse Pakistan ki team mai aik muajza o gya hai phela Imad aur Amir bhi agye dubara se captain bhi agya,, aur Shaheen ki pace bhi wapis agyi, Naseem bhi wapis agya, Usman Khan n bhi U-turn le lia,  Stadium bhi upgrade hone lag gye, acha chairman bhi agya, sab kuch done hogya hai bas ab World Cup bhi agaye phir maza bhi ajaey ga.
Haha Bhai world cup bi ay jaye ga inshAllah boht jald he agr asi he team performance dy ge to umed ha jheet jaye ga but malsa ik hu gya phada hu gya babar azam ka PCB kh mojy sab format ki captaincy di jaye or imad or amir ko team ma wapis mushkil he ly ga babar azam qkh babar ka insay Purna phada hai kahir dkahty hai kia hoty ha anybwalo dino ma

Baqi abi tak babar azam ny captaincy accept ni ki hai Pakistan cricket borad ka chairman mohsin naqvi nay offer ki the kah Babar azam ko T20 or ODI match ki captaincy dy dety hai but Babar azam ny reject kr diya babar azam ka khana tha kh mojy test cricket ki captaincy bi de jaye. Mojy lagta ha Muhammad Rizwan acha captain sabit hu Sakta agr osy opportunity dy jaye to acha captain sabit hu skata hai