Haha bhai bikul asa he ha sar din sony rahty rahty hai or uth kar qismat ko ilzma laga dety hai kh qismat he khrab jab bandy ny mahnet he ni karni to raziaq zadya hu jaye as bazhir to nazar ni atta hai baqii jab ham koi galt Karty to khaty hai kh qismat ni shae or ilazma os zaat par laga dety hai or jab koi acha kaam hu jata hai to oska sar credit khud lay lety hai yahi sab say bari galti hai islam ka phela kam he yahi ha kah apni zaat ki nafi krna hai or Allah ko credit dena hr achy kam ka let see kia hota ha dakhty ha ya bachy mojy boht tarqia krta nazra ay raha hai
Han na wo kehte hain ke kuch pane ke leye kuch karna pharta ha per yahn yu hum sub sotee rehte ha aur khuwab ma Uk ka visa lagne ka manzar daikte hain halanke karte kuch be nHe ha.
Jahn tak ap ne bat ki ke hum agr aacha kam krte ha tu credit khud layte ha jab ke ghalat kam hone per qesmat per dalte te es ke bare ma maa pa ko thora sa batata hun ke europe ma be aysa he hota ta jes ko medieval ages kehte ha jahn per wo log ghalat kam hone per sub kuch khuda par dalte te aur wo log ossi time nehayat bure halat ma rehte te pir un ma kuch philosophers aye jes ne logo ko samjya ke aysa nahe hota aur os time period ko enlightenment era kehte ha aur os ke bad Europe badal geya aur etni taraqe ki ke baqi dunia se wo loge age nekal gaye.
Aur last ma umer bahi ke wo alfaz bta daita hun
ke Khuda ne os qom ki halat os waqt tak nahe badli jab tak wo khud apna haalat badale ki koshish na kare.