Post
Topic
Board Other languages/locations
Merits 1 from 1 user
Re: Pakistan
by
Cheema02
on 06/04/2024, 15:19:07 UTC
⭐ Merited by Nanga Parbat (1)
Congratulations Nanga Parbat

Quote

Assalam alaikum wah g ik or new members ny next rank achieve kar liya hai Nangha kk boht mubarak hu dil sy congratulations for Nanga Parbat bhai jinhy ny boht he kam arsay ma full member ka rank hansil kiya ha many inti speed MashAllah kasi ko full banaty ni dkaha hai jab sy fourm par hu good luck bhai ya sab apki consistency sy daily mahent ki hai insan mahnet kary kamyab karni waki zat oper hai wo lazmi kamyab krti hai
Once againce Congratulations to Nanga Parbat keep the up good work.

Tarjamah: shab-e-qadr ki raat hazar mahino se bhatar hai.

Islami mahino mai sab se zada fazilat wala mahina Ramzan ul Mubarik hai. Iss mahina mai Jannat k darwaze khol diya jatein hain. Allah Tallah iss mahina mai nekioh k sawab ko 70 gunnah tak barha detein hain. Ramzan mai isha ki namaz k baad Taraweeh bhiparhi jate hai jism ai pure Quran ki talawaat ki jati hai. Ramzan mai sadqa aur hayat krna aur rozadar ko sheri aur iftari kawane ka bohat zadaa sawab milta hai. Jo sakhas kisi ko roza iftar kr wata hai toh usey roza dar k bara bar sawab milta hai.

Ramzan k akhri das dino mai masjid k under itqaf kis jata hai aur ye *حضرت محمد (صلہ علیہ وسلم) *ki sunat bhi hai. In dino, mai shube qadar bhi talash krni chaiye. Sahb-e-qadr Ramzan k akhri das dino ki odd numbers wali ratoin mai talash ki jati hai. Ye ohkat Khero Barkat wali raat hott hai. حضرت محمد (صلہ علیہ وسلم) ne farmaya:
Tarjamah: shab-e-qadr ki raat hazar mahino se bhatar hai.

Shab E Qadar Hazar Mahinoon Se Afzal Raat - Article No. 111
Bikul right bhai Hazrat muhammad ki sunnat hai ya raat Allah ka pyary habib ny muslimno ko tufa ma di hai Shab e qadar ki raat hazar mahnio ki raato sy afzal hai ya Allah pak ny quran pak ma farmiya hai kh tumhy kia pata sahab qadar kia hai ya to hazro mahenino sy afzal hai ab iska confirm ni kah skata koi kah ya surely shaab qadar wali he raat hai qkh taqq ratio ma say koi ik raat shab qadar hoti hai is raat jo bi fuya ki jaye pori hoti hai or insan ki aggy ani wali zindagi ma fasila isi raat ma kiya jata hai