I Am New Here
Hello guys! Asalamu Waikum.
Main yaha par new hun. Main nahi janti k yaha par kaisey kam kart hain.Main yaha pa app sey ak bat pochna chahti hun key agr yaha par user sey koi mistake hojaye to us Surat ma kiya hoga? Kia wo apni ghalti ko tek karsakta hain ya uska account ban hoga. Shukriya