Post
Topic
Board Other languages/locations
Re: Pakistan
by
Gladitorcomeback
on 23/04/2024, 10:08:55 UTC
Walaikum salam brother, Bitcoin nay aaj subh bi green candle open ki ha jub Asian markets hoi han,  jo k itmenan ki baat ha or ab Bitcoin ki slow and steady movement se lug reha ha Insha Allah pehla mile stone jo k @80,000 ha ha wo achieve ho jai ga, es waqt bi Bitcoin $66,743 pe trade ho raha ha.

Bitcoin ki price predictions toh bht sari han, laikin pehle $80K ka milestone achieve hona zaruri taaky next mile stone jo k $100,000 ka ha uski trf bra ja saky. DYOR
Fil haal to Market ki kuch samaj nai arahi hai sir ji.
Abhi tak wo movement nazar nai aai hai jo basically nazar aani chahye thi. Whales bhi kissi cheez ka intzar kar rahi hen. Or abhi accumulation band ki hui hai. Institutions ki taraf sy bhi koi khatir khaa movement nazar nai arahi hai. They are thinking some thing big ab ye nai pata kaya soch rahy hen. Baqi ye bat bhi hai ky selling pressure bobat had tak kam huwa hai. Kher abhi tak mujy to kuch samaj nai arahi hai. Shayad Alts ki market ko kamzor kiya jaa raha hai. Kiu ky Bitcoin thora saa upar jata hai to Alts thora saa struggle karty hen lekn bad my jab Bitcoin down ata hai to dominance ki waja sy alts ki matt maar deta hai. Ab dekh len jesy Bitcoin apny ussi muqam tak pohnch raha hai jahan sy dump huwa but alts wahan nai pohnch paa rahy just due to high dominance. Dekho ji kaya banta hai ab.

Sir g ap agar halving ki history check kare tho halving k foran bad market bullish ma kabe nahe gia balke sideways ya opar neeche hothe rahe especially Altcoins tho bas agar btc opar jar ya neeche ye neeche he aathe ha jaise k abe ham dekh rahe ha k saare major coins ma kuch khas pump nahe aa raha balke down he  aa rahe ha. Almost 2 months mere hesab se lagege aur may k aakhir ya june k start na hame ek bullish market dekhne ki mel sakta ha so us time k leye daily trade wale tho trade se door he rahe tho behter ha

jab k jo long term ya mid term k leye shopping karna chahte ha tho acha mauqa ha. Yaha par ham ko ache coins low rate ma mel rahe ha. Matic ko dekhe jo k ache buying rate ma mel raha ha. Es k sath sath Atom b buying position ma lag raha ha. Manta ma b kaafi kami aae ha