Digital Lahore CM Launches Citywide Free WiFi Initiative
Mairy khayal sy hum ik ghareeb mulk ha aur bajai iksy agr logo ko free wifi Ki jagaa free floor aur ashyaee kurdonoosh Diya Jata ya Jo daily routine ky istimal Ki cheezy haa usky rate ko km sy km karty toh zyada faida hota awam ka q ky ajkal internet kafi sasta hogaya haa Har Kisi ny internet connection lagwaya haa agr woh middle class haa aur Jo ghareeb haa main focused un pa chahiya q ky yeh internet unky kaam ka Nahi aur unko zaroorat haa unko chahiya khuraak toh jab Kisi ko chahiya hi Nahi toh itne big investment aise cheezo pa na kary. Country ky infrastructure pa lagwai like jaisy Peshawar Mai army NY Saddar pa lagwai aur London jaisy look dy Diya.
Kia ap jantein hain ye jo aik Whasapp k under upper run barangay sa circle agya hai us se kia hota hai toh apko batau k sab se phela apne ne us Meta AI ki chat khol leni hai phir us ke under ap jo bhi liko ge wo banade ga, yeh aik tarah se ChatGpt hi hai but is mai aur Chatgpt k under fark ye hai k Chatgpt photo include ni kr ta aur dusra fark ye hai k Chatgpt aur Whatsapp dono k naam ka difference hai bhkai same hai.
Ha Mai NY yeh daikha ta Issy toh kafi din hogai ayai howy, so Mai NY check Nahi Kiya q ky same woh chat gpt wala scene ta so isliya Baki achi baat haa jitne development ho behtr haa logo ko asaan tareeky Sy behtr knwoledge mil raha haa yahi behtr haa Baki Abhi Facebook ky Baki apps yani Instagram pa Nahi ayaa may be waha zaroorat na ho