Nice Thempen bahi community k Leye ap ne asha kadam uthaya hai , puri support hai bahi ap k Sath Jahan ap wahan ham , wase to Shahazdafazal sir hamri har tarhan say help karty hain sabi ke spot b karty hain aur jab kabi community me problem ati hai wo sab Sy phely us problem ko face karty hain aur solve b karty hain .
Baqi agar dekhje ab community me Mashallah Kafi member active hain aur us marhaly Sy meirt source to aik aur banta hai ap ne kadam uthaya hai bass ab ham us kadam ko Manzil tak pounchien gy inshallah .