Laikn abi tak ya law pass nai howa jis mai tax ki implementation howie hoo laikn jo b hai meray khayal mai to government ko solar system par taxe nahi lagana chaheyaa as ya kafi unfair ho jayee ga Baki ya ab goverment ki headache honi chaheya k wo log bijli ka lose kasiy pora karain... meray khayal mai government ko electrcity k sources ko bharhany chaheyaaa as jitny zayada sources hongy bijli untni hi sasti hogi or awam solar system par convert he nahi hogi.
Yeh baat bilkul Sahi ha ky Abhi tak yeh taxes implement Nahi Howe is par nazr sani horahe haa ky lagaya jai ky Nahi aur ap ny Jo video daikhe yeh Mai ny bhi daikhe ky Jo net metering ho rahe ha us Sy unka bill zero ho raha ha aur yeh haa bhi AC current Jo store Nahi hota toh unit toh use hojaty haa but return Mai paisa Nahi Aata jis sy wapda loss Mai ja rahe haa toh booj phir ghareeb Jin ky pas solar system Nahi ha un pa ja raha haa toh unki zindagi tough ho rahe ah. Toh ab hum Kya Kahy is Mai Baki ap ny source zyada karny ka Kaha unky already source loss Mai ja rahy haa toh woh kaisy aur source add kary.
Brother ap qadam barhawo hum SAB apky sath haa aur mujy bohout umeed haa ky agr zyada support mily toh may be apka request accept hojai, aur ik baat yeh bhi ky us post Mai thoore aur ache post bhi lagwa dy taaky aur bhi strong hojai