<snip>
hmm, mai ak aj video dakh rha tha social media par jaha par kr bandy ny ya details mai bataya k q pakistan ki government ny ya faisla lainy ka socha hai k Ab solar panel system par b taxes lagna chaheyaa.. Dear mujy lagta hai har cheez ko sochny k bohat treeky hotay hain as sometimes hamain wo cheezain nai pata chal rhi hoti jo hamari smjh sy bahir hai... Us influencer ny bataya k Pakistan k Bijli wla edaara 10,000 ab unit mujhyy yaad nahi hai usny knsa use kiya tha well es mai sy 5000 ameer log use krtyy hain ot 5000 gareeb logg.. ameer log to solar pannel laga kar es bili ki bharti manhgayee sy bach jaye gy laikn es ki waja sy bijli hor mehngi ho jayee gi as jo 5000 ameer log use kar rhy hain wo b expenses ehno ny greeb logo k sir par daal diya tha....
Laikn abi tak ya law pass nai howa jis mai tax ki implementation howie hoo laikn jo b hai meray khayal mai to government ko solar system par taxe nahi lagana chaheyaa as ya kafi unfair ho jayee ga Baki ya ab goverment ki headache honi chaheya k wo log bijli ka lose kasiy pora karain... meray khayal mai government ko electrcity k sources ko bharhany chaheyaaa as jitny zayada sources hongy bijli untni hi sasti hogi or awam solar system par convert he nahi hogi.
bikul right bhai solar par tax ni lgana chaye qkh souraj ki toshni par tax ka haq ni banta lakin ma sun raha tha ya sarf in loog par lagia ja raha inhy nay 12kw ka solar system install krwaa hai in per waat 2 rupess ka hisab sy tax dena hu ga one time but kasi had tak ya gareeb awam ka acha fasila hu skata ha agr bijli ka unit ki price kam kar di jaye qkh bijli ka billo ka wajjah sy loog meter uthwar rahy hai or agr dakha jaye humri sath wali mulak jasy India or Bangladesh ma wah ka kassino ka lay bijli free ha 200 unit tak ma bi Galt hu skta but waha unit ki price bi 2 rs sy kam hai