Post
Topic
Board Other languages/locations
Merits 1 from 1 user
Re: Pakistan
by
Sayeds56
on 01/05/2024, 18:18:40 UTC
⭐ Merited by GbitG (1)

Pakistan Mulls Introducing Digital Currency:

Pakistan ka wazir e kanzana (Finance Minister) Muhammad Aurangzeb naa kaha ha ka Government Digital currency to introduce kar ja Rahe haa. Saudi Arabia maa World Economic Forum (WEF) special meeting ka doran Finance Minister Muhammad Aurangzeb naa digital currency adopt Karna ka hawala sa Pakistan ke soch ka izhar keya.

Unho na kaha ha ka ka ham (Pakistan) Rs 9.4 trillion annual revenue generate karta haa iska bawajood economy undocumented haa  or mazeed ya b kaha ka economy ke comprehensive digitalization ka facility ka leya McKinney ka Sath agreement signed ke haa on Friday. Matlab UN ka Khana haa ka wo (McKinney) Aya gaa or end to end economy ke digitalization maa hamre help karngaa. Minister Muhammad Aurangzeb naa green tax economy ka leya frame work implement Karna  ka leya urgent need par emphasized keya haa. Even international Institution like World Bank (WB) be jadeed financing structure ka talash ma haa or ise hawala saa Minister Muhammad Aurangzeb na be is par emphasized keya haa.

Back July 2023 maa State Bank Of Pakistan kaa Governor Jameel Ahmad naa revealed keya ka  Central Bank of Pakistan ka plan haa ka Pakistan ke first digital currency lunch Karna ja raha haa jis ka name Central Bank Digital Currency (CBDC) hogaa. Unho naa ya statement Senate standing Committee on Finance & Revenue ka meeting ka doran Chairman of Senators Saleem Mandviwalla sa kha Parliament House maa ka Central Bank Digital Currency lunch Karna ka bara maa work kar raha.
Baqi details source

Brother, thanks for sharing this valued information, yeh bht achi deve4lopment ha k Pakistan government mein bi digital currency k bary mein awareness br rehi ha or ab woh bi apni digital currency (CBDC0 launch kerny ka soch rehe han es se yakeenun economy ki documentation mein bht maded mili gi jis se tax revenue mein bi izafa ho ga. Paakistan mein sub se bra masla yeh ha policy toh bun jati han mgr unko implement kerny mein bht masail paqida hotay han or masail wohi npaida kerty han jo implementation k zimmadar hoty ha. Dekhty han yeh digital currency kub tak launch hoti nha.