Yeh correct haa sir g but paksitan Mai hota u haa ky koi bhi kaam jaldi Nahi karty yeh pahly plan aur phir bandy phir fund toh aisy karty karty unki government Chale jate ha jabky woh project last stage Mai hota haa toh new government aaty hi saare cheezy suspend Karky apny new start kardaity ha so isliya hamary bohout saary achy project nakaam hojaty haa ab mujy Nahi laghta ky jis kaam Mai paksitan Ki economy Ki behtari ho woh USA paksitan ko adopt karny Dy Ga q woh chahty haa yeh isse tarah kharab rahy aur hum Sy manaty rahy aur isse tarah hum inki economy ko manipulate kary.
Brother, apki bat durust ha, mgr yeh masla kafi com,plicated ha ku k yehan pe political parties kabalili dushmano ki trh operate kerti han or differences political nhi blky personnel ho jatay han ji ki ki waja se na toh good governance hoti ha or na hee political stablity or sub se br ker long term planning pe amal nhi ho pata.
Pakistan ki economy sirf political stability, corruption ki kami or skilled labour force se behter ho sakti ha. China ek behtreem Model ha follow kerny k liye ku k uino ne skilled labour force se apna manufacturing base strong kia or aaj wo duniya mein sub se zayadeh exports kerny wala country ha, hamein bi apni economy ko exports base bnana pry ga tub hee hamary masail hal hon gay.