Post
Topic
Board Other languages/locations
Re: Pakistan
by
ZAINmalik75
on 04/05/2024, 22:55:44 UTC
Quote
Congratulations to Rustam Meraj  for Full Member Rank
Late wish karny ky liya bohout bohout mazrat Mai kuch personal kaam Mai masroof hoony Ki wajah Sy local board ko Sahi time na dy saka isliya apky yeh important moments ko wish aur celebrate karny Mai thoore taa-khere kee but to be honest Mai dil Sy Bohout Kush Hu aur apko Bohout bohout mubarak ho isse tarah constructively posting karty rahy aur hamary local board ky liya proud Banty jai. Baki koshih kary ky rules violation Sy bachy aur chezo ko bareeke Sy samajny Ki koshih Kiya kary q ky baaz okaat insaan jazbat Mai aise galtiya kar Jata haa jiska kumyaza Barna bohout mushkil hota.

humri yah par asa koi scientist ha he ni jo kha asa kuch kar skayy Dar abdul qadeer ka naam sab ko yaad hu gya kia kuch ni kiya os ny pakistan ka atomi power bamiya hummy or hma ny os her ak sath kia kiya osy he mar Diya is lay jha par jab tak 2number miltiry bethu hau jiyny sarf apna mafadd nazar atta ha mojy ni lagta kah pakistan kabi taqaqi kar skat Hai baqi Allah pak kamyab kary
Yeh baat bilkul correct haa ky Dr.Abdul Qadeee Khan ky sath bohout zulm Howa yani pahly USS waha Sy bulaya phir APNA kaam karwaya phir ussy zaleel Kiya America ko Kush karny ky liya, Mai NY woh video daikhe tee jab woh interview dy raha ta Musharraf ky kehny pa toh usky face usky experison ko Bata raha ta ky USS pa Kya guzar raha ha Baki ik sahafi NY poocha aisa Kya kaam jis par apko Abhi regret ho toh USS ny Kaha paksitan ky liya kaam karny par Abhi bhi regret ha q ky woh jab Sab Kiya toh Ghar Mai hi qaid ta aur jurm ta paksitan ky liya atomic bomb banwana