bikul Bhai bila zrorrt bhair ay ghandam maghvi hai or jas cheez ki maghwni chaye wo mangwi ni jasy iran hummy sassta oil or gas deny par razi ha but ni humny ni gareedni jasy sy gareeb awam ko faida hu is say ap ko ik bat to clear hu jani chayee kah ya jo hukmron ha sarf apny faidy ka lay he import or export krty hai jasy recently inhy ghandm.sasti magwha ka maghni beechi to sara ka saea Profit ik person ko gya ha ab osk naam lany sy Vigo dala aya jta hai is mulak ma wahad hal ab inqlaib ha jo bi awam ka mouh py ni ay raha hai but ay gaa boht jald he
Bhai government Jo b decision Karti hai is k peshy koi na koi mission hota hai aur ye apna kabi nuksan nhi karsakty a ja kar nukasan awan ka he hota hai wo ase k government koi b awam k Leye saholat dy ti hai dosri taraf Tex b Laga deti hai aur ye gandam import kar k je show off kar Rahi hai is bar gandam bhot saati dam me Mily gi .
.
Par ye nhi socha k is kadam Sy bechara garib kisanon ki production ko kam kar diya hai aur unke maqsadon ko haath se nikal diya ha.
Agar Import ke bejaye inko zaroori hai ke mulk apni domestic industries ko taraqqi aur support de, taa ke wo khud bhi strong aur competitive banein aur global market mein apni jagah bana sakein.