Wo kehty hen naa ky kuch log apni qadar karwana janty hen to Hamza bhai un my sy ek hen. Yani pehly active rehty hen achi achi information dety hen. Lekn jab ghaib hoty hen to phr koi ata pata nai hota or apni kami logon ko mehsus karwaty hen. Or phr jab wapis aaty hen to phr unhi par discussion hoti hai. Jesy ky dekha abhi bhi ho rahi hai. Hahahaha!.
Ye hen hmary Hamza bhai. Zara phr ek nara ho jaye zor daaar.
Iss jaa bhai usss kaaa bhaiiiii. Hamza Bhai Hamza Bhai.
Baqi bhai masly kaa to mujy nai pata. Par Dua hai ky Allah un ko us masly sy jald az jald nikaly. Aammeennn.
Brother news mein rehny se banda relevant rehta ha or yeh bi ek fun hota ha jo her kisi ko nhi aata. Just kidding

. Allah pak unko hamesha sihat mund or khush rekhy. Aameen
Bitcoin market lugta ha hum sub k aasab (nerves) ka imtehan ker rehi ha, bht dino bht hee short range mein ghoom rehi ha, aisi situation es bat ka paish khaima hoti ha k koi br toofan aany wala ha or wo koi bi rukh ikhtiar ker sakta ha.
Ek popular trader "Titan of Crypto" ka khyal ha k Bitcoin ki price es consolidation period k end hnoy k baad $75,000 tak ja sakta ha. DYOR
https://cointelegraph.com/news/bitcoin-price-61k-us-jobless-claims-9-month-highs