Post
Topic
Board Other languages/locations
Re: Pakistan
by
UmerIdrees
on 11/05/2024, 02:53:53 UTC
Aj Pakistan aur Ireland ka match ho rha hai aur jitna boring ye mach hai shayad se hi khoi hoga. Itna ghanda stadium aik black sheet se choti se boundary bani hui hai warna toh logon k ghar mai ball jani thi jaisa gali mai jab hum khel rhein hotein hain tab hoty hai. Or sath mai na toh dekha k bhair se khoi chalne wale log under ball pkara rhein hain. Ab pat ani 2027 k ODI orld Cup mai kia hoga jab ye Ireland, South Africa aur aik aur team ODI World Cup host kre gi.

Na khoi acha camera system hai aur na commentator ko shia English thi hai, Ireland wale ko bhi aur Pakistan wale ko bhi or itna khoi hamosh stadium hai or commentatory wahi ab camera bhi fazool hai, jab Pakistan ka qomi tarana parha ja rha tha toh jab cameraman ne player k upper focus kia toh bas phir itna zada camera hila jainsa k Hannu Baba video banarha hai. Iss ki waja se na match ak maza araha hai lekin Pakistan phir bhi haar giya  Huh