bhai ma still shock ma hu Kh kas trah Pakistan matct har gya ik kamzor team ka khalif agr asy he cricket khalni ha Pakistan ny phr to Allah he hafiz ha humri team stadium ki the jo condition the os say zadya Buri conditions pakistan team ki hovi ha waha wasy bohat afsoos ki bat hai kah international stadium ma na proper camera ka intzam tha na he koi commentary ka system tha khair Ireland ka players ko shabash banti ha is trah ka mahool ka bawjod inhy nay pakistan team ko ik buri 5 wickets sy shikast di hai
Babar Azam ke ya adat hy k wo team me performance base pr selection nhi krta balka jo uska zayda qareebi dost hota hn unko team ma rekhta hy. Muhammad Rizwan ka case he dekh lyn uska strike rate T20 ka hisab sa boht kam hy aur kafi tanqeeb hoti hy ka ya boht balls waste krta hy pr Babar Azam usko team ma hr halat ma rekhta hy. Ab agr Pakistan Ireland sa nhi jeet saqta to phr world cup ma top ke teams jaisa ka Australia, England aur India hn un sa kaisa jeeta ga.
Babar Azam ke Jo adat hai bahi Pakistan me har jaga asa he hota hai government level Sy le kar private level par , tab to log bahir ke taraf rajonkarty hain .
Match ke bat ke jy bahi agar ap Kaho k Pakistan batting me ashi prefromance karien ye bhot mushkil hai Pakistan agar kis b match me Jeet ansal karta hai to wo seraf apnie bowling par ab dekh lien 182 run Kam nhi hai bass agar ye bowling me kush ashi prefromance karty to Ireland 100 tak b nhi oonsh Sakta tha .