Post
Topic
Board Other languages/locations
Re: Pakistan
by
Compromise me
on 15/05/2024, 17:37:16 UTC
Kaal Pakistan Ireland c match tu jeet gia magar maza ni aya kion k Pakistan phela match jo tha ais series ka woh Har kia aur Ireland jasi kamzoor team k sath asi performance hy tu agar England aur phir T20 world mein kia hoga humara  Huh

Bilkul Sahi kaha umer bahi , is Sy asha tha Pakistan har jati is sy ye benefits hona tha k dosare teams me kashma kash me rahna tha k Pakistan kuin har. Ab Pakistan ne ye series Jeet kar apna pressure khatam kar Leye hai safa safa dekh raha hai k Pakistan ne ye series jeetny k Leye pure koshish ke hai aur is sy ye sabta hogaya k Pakistan ke team ab seraf name ke team he rah gay hai ,aik waqat tha jab Pakistan ke team pitch par ati thi to against team k player bondories par lag jaty thy ye tab ke bat hai jab shahad Afraid tha jab Sy shahad afraid ne latariment le hai cricket sy us ke bad Pakistani team dead ho choki hai is ka andaza ap ICC world Cup me Pakistan ke performance Sy Laga sakty hain .