Right bhai jab tak ham americo ka ghulam rahy gy to kabi bi mulak ma taraqi ni ay sakti hai yha america sy IMF ki zaroay sab mulko ko control krny ka lay ik jhal bania hova hai jab tak ham is jhal ma phannsy hovy hai kbi apny fasily apni marazi sy ni kar skaty ha or bad governance sab sy bra masla hai qkh jab tak bad governance hoti rahi ge establishment ki mudkhlat hoti rahi mulak ka hallat kharab hoty rahy ga inti currption itni bri najas ni hau jitni ya fouj ki madkhlat ha jas ki mulak ka bera gharak kr diya hai
Brother, Hum sub janty han k IMF ka main share holder USA or wohi esko control kerta ha or apni merzi k decisions kervata ha laikin yeh bat apko ajeeb nhi lugti k USA mein toh crypto ban nhi ha laikin uno ne regulate ki hoi ha or USA ki sub se bri exchange coinbas k shares ki vehan ki stock market (NASDAQ) mein trading bi hoti ha. Mere khayal mein IMF hamein ban kerny ko nhi kahta blky eko regulate kerny ko kahta ha jis k liye Stock and Exchange Commission of Pakistan(SECP) ko use ker k kanoon sazi ki ja sakti ha. SECP Pakistan ki stock markeet k operations ko bi monitor or control kerta ha.