Yesterday Was A Special Day In Bitcoin History
Asslamoalikom!
Walaikumuslam...!
Huh! Kaya history thi boss. Waqy hi kabhi sochta hun kaash ky hamen tab pata hota Bitcoin kaa jab iss ki value kuch bhi nai thi. Or ly ky rakh lety or ab jab on karty wallet to ham bhi news my aaty ky flan wallet aaj on huwa or us ky paas sy itny Bitcoin nikly hen. Or wo iss waqt millionaire hai. Hayeee... Kaya bat hoti.
Kher mery Malik ny ko jo manzur... Ab bhi jo mila hai behtreen mila hai.
Baqi 670M wow yrrr waqy hi my ek bohat barri amount hai. Itny ky ye banda pizzy khaa gaya.
bhai Tenshion ki koi bat ni hai asa hu ni skahta ha ham ap crypto pr loogo ko saza deba shuru kr do ya 80s ka baby qunoon banay gy or inka pass knsa data hai wsy bi crypto decentralized hai koi isy control ni kar skaty hai or na he koi crypto pr restrictions laga sakta hai ya odi surat ma possible ha jab port mulak ka internet banda kr diya jaye or asa hu ni skata hai is nat jo baby bethy hovy crypto ki alfa ba bi inko pta ni hai or he ya data lay sakty ha humra binance sy kasi bi exchange SA ay qkh wo yha Register he ni hai is lay no tensions bhai
Mery weer. Ham decentralized thy jab tak ye exchanges nai thy. Jab sy exchanges ny KYC shuru ko to ham decentralized nai rahy or hukumat ab kuch bhi chahye kar sakti hai. Ye koi barra kam nai hai un ky liye. Or P2P ky zarye to bando ko pakarna or asaan ho gaya hai. Kher jo bhi ho phr kaya kiya jaa sakta hai.
Khaas kar iss hukumat ko yehi takleef hoti hai ky agar koi kuch kama raha hai to ham choron ko kiu nai dy raha hai. Or ohr wo tax impose karty hen. Or apni jaib Bharti hen.