السلام عليكم ورحمة الله وبركاته
Muje pata nahe k ye kis cheez ki voting ha leken pizza k baare ma bath kare tho muje bazari pizza belkul pasand nahe. Ma ne ache ache bakeries ka khaya ha matlab paish kia gia tho test kia ga leken muje acha nahe laga. Sirf ek bar ma ne bahut shauq se khaya wo pechle saal ka tha jab ma ne Pizza btc contest ma khud bnaya tha aur uska maza bahut se zabardast tha.