Post
Topic
Board Other languages/locations
Re: Pakistan
by
Compromise me
on 07/07/2024, 12:00:01 UTC
Waqt hi my ye shocking news hy. Pakistan sy to behtar hi reh Gaya. Jo first round my hi out ho Gaya. Kher Australia jesi strong team ko beat Karna EK bohat Barri achievement Thi or phr India ny BHI Australia sy badla pura Kiya or in ko out kar Diya World Cup sy.

Khair World Cup mein jo hua so hua, but yeh kia India World Cup jeetnay k fornan baad Zimbabwe jasii kamzoor tem c haar gia  Huh
As tu soocha ni tha.

This is the Indian team who lost against Zimbabwe? did this is a team? did it is a champion? did it is the best team of the universe? did this is a team that has the number 1 position in ICC ranking? Kia such ?
How we can say this team won the World Cup. This is the Indian team without Virat Kohli and Rohit Sharma, I am sure from here that in the next 10 years, the Indian team will be like this and no one will come in the competition of Virat Kohli and Rohit Sharma. The end of Indian team Era  Shocked


Bilkuk Right UmerIdrees bhai ya India ki team kasi bi angle say ni lag rahai kah world champion hu but ik wajjah harrany ki ya bi hu sakati ha kah ya bilkul fresh IPL talented players ha Ipl ka sher Zimbabwe ma dheer hu gya Grin  haha. Zimbabwe kasi kamzor team ka khalif harny India team ka lay ik dhrona khawab sabit hu skata hai or Zimbabwe team ka lay ik boht bari achievement ha inhy say world champion team ko hariya jo kah inki cricket ko next maqam par ly kar jaa skata hai ab Zimbabwe team series jheety ka khawab dalh rahy hu ge jo jk history banay ja rahi hai Baqii doari traf Pakistan champions nay bi indian champions team ko hara diya ya Pakistan team ka zakim par murham ha jo humry champions team ny kiya hai mojy lag rah aha Pakistan champions ki team ya tournament jheet jaye agr asi he performance deti raahi any waly matches ma.
India cricket team  ab to  aik brand team hai aur yeh galat fehmi hai ke India team kamzor opponents ke saath khely . Haqiqat ye hai ke Zimbabwe ke khilaf matches India ki lower tier team khel rahi hai jo ke baaki key players ke liye moka deti hai apni skills ko test karne ka aur naye talent ko ubharne ka jis Sy ye  approach na sirf team ko diverse banata hai balki naye khiladion ko bhi international platform par apna muqabla dikhane ka moka milta hai.  India to apne squad ke depth ko barqarar rakh Kara hai har opposition ke against tayyari kar wa raha hai . Zimbabwe ke saath khelne ka yeh faida hai ke naye players ko pressure situations ka samna karne ka tajurba ho jay ga jo unhe future me strong opponents ke against khelne ke liye taiyar karay ga .


My pizza vote.

Code:
My vote... #6 , #90