Post
Topic
Board Other languages/locations
Re: Pakistan
by
GbitG
on 14/07/2024, 17:35:00 UTC
Jee tu ap sab ne muje establishment main shamil kar dia... wallah aisa nahi hia... simple sa rule tha IRV lagta thora tera hai but ye aik bahoot fair system of voting hai aur bahoot jaghon pe use hota hia... beshak iss k apne faida aur nuksan bhi hian... like ye majority voting se behtat hia... wo kese chalain main ap ko Pakistan election ki he misal deta hon...

Yaqin ap ne suna hoga divide and conquer.... bilkul jab establishment ki koi party jetane ki position main nahi hoti tu phir establishment kia karti hai??? us majority party k chote chote tukre kar k uski asal majority ko tor dia jata hai... yun majority main hone k bawajoood wo party har jati hia...

abhi recently election main jese PTI se Istehkam party aur PTI Parliamentarians aur phir azad umeedwar banaey gae... aur phir jo hua wo ap ke samen hian... majority main hone k bawajood majority main nahi the... ab agar yahan IRV use kia jata yani pehli dosri aur tesri choice he poch le jae tu result kuch aur he nikalay ga.
Nahi sir ap hamary thread Ki Jaan ha woh asal Mai trend us Cheez ka Chal raha ha toh bs logo ny mazak mazak Mai yeh results change hoony ko us Sy compared kardiya. Acha waisy mujy IRV ka zyada pata Nahi ta aur maloom bhi Nahi ta kaisy work Karta ha but ab apky samajny Sy is khoopre Mai yeh bath bait Gaye ha aur Sahi Sy smaj Gaya woh Kya kehty ha jab bandy ka Kisi Cheez pa Focus ho aur us Sy related example Diya jai toh dimagh jaldi Sy pick kar laita ha.

Ab Barty ha ky paksitan ky former prime Minister Jo ky na bayan karny waly case Mai finally riha hogai but firoono ka zulm daikhy ky phir jooty cases Mai band kardiya but Har zulm Ki ik intiha hoote ha Har zulm Ki Raat ko ik obarta sooraj khatm kar daita Hu toh thoore bohout sehh le ha ab aur bhi Karly ga aur mujy umeed ha jald insaaf mil jai ga bagunaah ko