Indian Exchange (WazirX) falls victim to $235M hack السلام علیکم و رحمتہ اللہ و برکاتہ
Kea chaal haal hai brothers loogWazirX jou Kei aik Indian crypto exchange hai es exchange nei aek big security breach experience kea hai jhan eskaa Safe Multisig wallet Ethereum peir compromise hou gea. Web3 security firm Cyvers nei multiple suspicious transactions detect kei hai aur yeah kaha jaa raaha hai kei
$234.9 million ke funds aek new address peir move kea gaey hai jou Tornado Cash aek protocol for private transactions see fund kea geay thei. Stole assets jou hai Tether, Pepe , aur Gala shameil hai Ether mei convert kea gea hai. Abei bei
$210 million ser zeada sell kei leiye baaqei hai aur primary attacker ka address kei paas significant amounts of Shiba Inu, ETH, Polygon, FLOKI, Fantom, Chainlink, Fetch.ai aur different aur tokens hai.

Hack kei response mei WazirX nei cryptocurrencies aur Indian rupees kei withdrawal suspend keir dei hai jab teik wou es incident kei investigation keir rhei hai. Exchange nei users kou
yeah promise kea hai kei wou situation develop houte hei updates announce krein geay but abei teik user funds kei safety ya stolen crypto assets recover krnei kei measures kei baarei mei tafseilaat nae dei gai hai. Yeah event India mei crypto exchanges kei leiye aek challenging regulatory environment kei darmiyan aaya hai. Misaal kei tour peir OKX neu recently mei India mei operations band keir dea hai ek compliance notice kei baad jou Financial Intelligence Unit of Indian Ministry of Finance nei bheeja tha. Lagataar chlnei walei discussions kei bawajuud India mei cryptocurrencies kei leiye regulatory framework abei teik unclear hai.
info detail