Post
Topic
Board Other languages/locations
Re: Pakistan
by
Emitdama
on 19/07/2024, 17:04:02 UTC
G Umer bhai, $70K short term target ha mgr esko achieve kerny mein bi bht sary utar or charo ka samna kerna per sakta ha ku k m,arket k dynamics musalsil change hoty rehty han. Jahan tak long term prediction ka taulaq ha toh zayadeh ter prominenets analysts ka khyal yehi ha k year-2024 k end tak $100,000 nhi toh es k aas pass Bitcoin ki price ho gi Insha Allah. Es optimistic view ki waja 2 bry events han  #1 USA mein interest rate mein kumi or USA k elections mein Ex-president Mr. Trump ki mutwaqqo kamyabi ha. DYOR

Bitcoin ki anticipated bullish market es dafa zayadeh lamby time k liay prolog ker sakti ha ku k Institutional involvement ber rehi ha jis se yakeenun volatility kum bo gi. DYOR

https://www.youtube.com/watch?v=EC8AjHq4fR0&t=220s


Yeh Tu apnay apany dil ki baat hay aur humaray moderator Xal0lex ka dil bohat bara hy  Smiley

Mein apki baat se mukammal itefaq kerta hou k hamary Moderator bht humble or suppurative han. Wo hamary Headmaster ki trh act nhi kerty blky bht friendly han.  Grin
Sir Long term kai hawalai sai market hamesha hee positive hoti hai is mai koi shak nahi hai dosry baat yai kai mai hud is baat per yakeen rakhta hu hai $70 K jal aanai wala hai aur ziada ter chances hai is saal 2024 mai end tak ham is ko abur ker lai gai kiunkai shuru mai ziada ter predictions thee kai 2024 kai end tak ham $100,000 yai is sai upper chalai jai gai laikin ab yai nahi lag raha aur is mai whales ka role bee important hai.

Laikin is kai elawa bohut sarai analyst kah rahai thai kai yai saal bitcoin price kai jump mai bohut aham ho ga to abee mujai lagta hai hamai September tak wait kerna chahai phir ham kuch better view dai saktai hai is barai mai kiunkai is waqat abee market mai wo buying nahi hai jo honi chahia aur aksar yai hamai nazar aati hai hai saal kai ahri thee maheeno mai.

Moderator kai hawalai sai kafi baatai ho rahi hai wo wakai mai aiak acha banda hai is kai anai sai community per mai positive change aai hai aur board bee bahter ho gia hai umeed hai mustakbil mai aur ziada bahtry aai gee.