Post
Topic
Board Other languages/locations
Re: Pakistan
by
UmerIdrees
on 20/07/2024, 07:00:50 UTC
INTERESTING FACTS ABOUT PAKISTAN

Pakistan ki sab se unchi paharhi ka naam K2 hia jo k dunya ki teesari bari unhoinoy mai atti hai.

Dunya ka sab se barha ghaera samundar Pakistan mai mojud hai Gawadar k alake mai mojud hai

Pakistan ki EDHI foundation ki ambulance services mai sab se upper hai puri dunya k under.

Pakistan ka mashoor alaka Sialkot dunya mai ade se zada footaballs bana tha hai jo FIFA mai bhi istimal k thor pr payein jatein hain.

Pakistan k paa dunya ka lamba tareen irrigation system hai jo choote (4th) pr ata hai.

Dunya ki dusri bari namak ki qan Pakistan mai mojud hai jo Himalaya Salt range k naam se pechani jati hai.

Pakistan pheli Muslim mumalik hai jis k pass nuclear power mojud hai

Pakistan dunya ka number 1 mulk reh chka hai jahn pr sab se zada tourist ayein hain 2020 mai.

Carona ko sab se betharein tareqa se Pakistan ne manage kia.

Pakistan third largest population ka mulk hai.

Some important Figures :----------------------------------------------------------------------------------------

Population: 193.2 million.
Capital city: Islamabad.
Major Language: Urdu.
Major Religion: Islam.
Natural sports: Hockey.
First Prime Minister: Muhammad Ali Jinnah (Quaid-e-Azam).
Founder of Pakistan: Muhammad Ali Jinnah (Quaid-e-Azam).
Main exports: rice, textiles, carpets, leather goods, chemicals, rug, carpets and Sports Stuff.
Mian Imports: Machines, Phones, Laptops, and etc.