Post
Topic
Board Other languages/locations
Re: Pakistan
by
Cheema02
on 04/08/2024, 13:49:30 UTC
America mai election hone k din arahein hain aur iss dafah bhi Trump bhi hai idhr election pr. Wahi agar dekha jaye toh mejhoda President Joe Biden hai.

Toh baat kuch yeh hai k whan pr election hone se phela sare Umeed war akate hokr aik dusra se sawal and juwab krte hain. Iss se pphela ek aur baat batahta chalu k kuch dinoin se ek khabar arahi hai k Joe Biden mar chuka hai aur yeh uska robot hai, mai abhi apko example bhi dun ga. Ab sab se phela kharangi hogi k America mai bhi aisa kam hote hain? Toh iss ka juwab whan pr bhi isi tarah k halat hain jesa Pakistan ka hain but whanpr LAW hai.
 
Kheir, who robot kesa hai, wo stairs chaltha hua neche gir jata hai chalo yeh toh normal hai sath ek dafa wo Ice cream kha rha tha tohh ek news commentator aya aur kha Joe Biden ko ap kia kha rehein hian Joe Biden ne kha “Choco choco…… choco bar” jab k wo Ice Cream kha rha tha aur sath yeh hai k ek dafa ek mai dekha gya k wo kharish kr rha htha apni neck pr toh jab us ne kharish ki toh uski neck pr Chunut ban gye jo k ek insani cheez upper banana mushkil hi ni na mumkin hai.
Bikul kuch batien ma uthfaq krata hu but inti high profile personality US ka president kasy ik robot hu skata hai agr president ki death hu ge to media ma news samany ay janai the itni high profile shakas ki death shup to ni skati hai ma is bat pay hurron hu America ma technology sari dunya sy aggy hai isma to koi shak wali bat ni hai or mojy nu lagta kah Joe biden ik robot hai but agr dakha jaye jo points apny btay hai inka matbak to Jos Biden waqia ma robetick lagta ha abi shak is bat say hova kah corona hu gya sadarvab ko or wo ab corntine ma chaly gay hai or isi wajjah say shyed inka party ni joe biden ko election say out kar diya hai. United States ka is election ma Trump hot favorite ha survey ka matbak but wha ki establishment bu unka khalif hai dakhty waha ki aawam ka pass vote ki power hai Ya ni.