Haha bhai kuch bi kuch bi ya boul deta boot palashi insan is nay mulak ka bera ghark kar ka rakh diya hai Wo kahaty han na haar ka koi baap ni hota wo yateem hoti hai or jheet ka hazaro baap hoty hai is wala y sceen hai agr Arshad Nadeem ka ghar dakha jaye or osy milni wali suhaliyat dakhi jaye to mojy ni lagta is chapardsi nay kuch kiya hu ga Ab Jab Gold medal jheet liya ha to ab ya sara credit khud lay raha hai or ab iska gaoa ma jo road jata ha hukmoot oski saafi krny rahi hai or inaam diya rahi inaam dena achi bat ha appreciation krna chaye but sath he FIR nay inak rewards jo mil kar eahy in par tax lany ka fasila kar liya hai ya koi barri bat hai bhair ka mulko ma bi players tax daty hai
Abhi abhi, Pakistan k ek bande ne Pakistan ko 32 saal k baad Olympics mai gold medal jeetaya hai. Lakin ab Shabaz Sharif ki nazar iss k paiso pr bhi hai. Jesa logon ne iss ko inaham diya hai Ali Zafar ne 1 million, aur mujhe logon k name toh ni pata but kisi ne iss ko Brand New Alto, 10 million, I phone, sab kuch diya hai as prize toh ab Shabaz Sharif ne kha hia k humein bhi hisa do apne inaam mai se aur khoi reason ni hai yhan tak k in ko funding ati hai k agey players ko facilities dein lakin yeh khud rkh lete hain aur ab jab inham mila ha th us k paiso pr bhi nazar hai.
Aur jab iss ne jetaa toh bataya k na iss k pass stick lene k paisa tha bcz government funding ko khud rkh lia kr ta tha.
Link -
https://www.youtube.com/watch?v=VJebP8tnvosIss mai toh bas kha hai k Khushi mile hai but reason

wo bhi detha hun link us ka….
Link -
https://vt.tiktok.com/ZS2d8phx4/