Post
Topic
Board Other languages/locations
Re: Pakistan
by
Cheema02
on 13/08/2024, 10:36:36 UTC
Brother, history ka lesson ka zulm ki raat lambi toh ho sakti ha mgr khatam zarur hoti ha . Allah Pak pe bherosa rekhin or dua kia keren k Allah Pak hamari muhkilat ko aasan kere. Aameen
Pakistan wo Pakistan nahe raha jab chines engineers akr state bank k building ko daik kar heran te ke ye kaisa banwaya ha en logo ne. Ek general ayub Khan be guzra ta jes ne marshal law lagwaye tu aur os ke dure hukumat ma Pakistan ne Japan ko loan deia ta ayse rule hota ha bahi aysa nahe ke ap Sara ka Sara bhoj awam ke uper dalo.

Awam kahen se ye sub Kuch pay karenge Kuch government employees ha Jen ka mushkil se guzara hota ha aur baqi ke log chota mota karobar karte Hain aur wo be en logo ki Nazar ho geya ab agr ye log Kahn se pay karenge yaqeen es ke Leye es Kuch aysa karenge jahn per bahir se funding ajaye. Ap yahn per Thora se ghur kare ma funding ki bat kar raha hun investment ki nahe.

Agr hum ne taraqi Karni ha tu sub se pehla hum ne es army ko mulk ke sare edaro se Pak karna hoga aur en ko boarder per Jana hoga os ke bad hum me ek ek position ki accountability Karni Hogi ke Kes ke pas ketni daolit ha aur Kahn se aye ha aur os ke results ke bad unko party tickets ya election commission ki traf se ejazat daine Hogi ke tan wo ehal hoga rule ke Leye.
G bilkul bhai armay ko barkion ma beejna hu ga phar he Pakistan taraqi kary gay ab haal he ha Bangladesh ma jo imqlab aya osma armay ny waha par sasyat karny ki bajay inhy nay sab Dr Muhammad Youns jo jo kah Nobal prize mila hova garmeen bank ka nazam inhay nay bania hai inhy abori hukmoot ka sarbra bana diya gya hai agr army chahti to waha par rule bi kar skati the but inhy nay awam ki. raay or student protest ki bat mani ab waha Education ot soprts ka Minister bi nowjan hai or umeed ha Bangladesh abi grow kary ga or agr paksitan ma hallat ma bhteri chaye to humary students ko bahir niklna hu ga phr he knqlab ay ga or sab adaro ki accountability possible hu ge but ik bat yaad rakh ka sab students ko bhair nikala hu ga kah inqlab huemsha khoon say mumkin hota hai