Happy Independence Day Pakistani Brothers
Ap ko sabi bahiyon ko 14 August mubarak waqqie me aaj ka din sirf ek yaadgar lamha nahi balki hamari milat ke aazam iraadon aur kurbanion ki pehchan hai. Jis tarrah se hamray payaray bazurgon ne ye mulk hansal keta uski hurmat hum sab par farz hai. Dua karta hoon ke Pakistan har saal naye manzilon ko chhuye aur har qadam par taraqqi ki nayi misaalein qaim kare.
Par is bar koi contest nhi howa agar peshle bar ke tarhan is bar b koi chotta motta contest ho jata to kafi yaadgar malo ban jana tha aur chil b ho jata hai. Is bar 14 August bhot ashi rahy gi kuin k International par Pakistan k naray lag rahy hai arshad nadeem ke waja se un ho ny phir se Pakistan ko spot me chamkadiya hai to Pakistan zinda bad.