آئین ہم سب مل کر اپنے ملک کو سر سبز بنایں
Brother, appreciate your passion to make Pakistan green. I am also in deep love with nature or Mein ne khud apny ghar pe bht sary Plants lagai hoi han khas toh pe Neem k 2 choty trees , Jasmine or ghulab k bht sary plants lagai hoi han. Esky ilawa pots mein Tomatos, green chillies, mint or bht sari seasonal vegetables lagta goun. Total 50 se zayadeh pots han jo ghar ki khousorti mein izafa kerti han or environment k liay bi plants bht beneficial hoty han.
Hum subko chaye k apny ghar mein kuch na kuch plants zarur lagain taaky Pakistan ko green bnany mein maded milay.
Bilkul sir Mai apki Baat Sy 100% agree karta hu asal Mai agr Sahi maano Mai daikha jai toh yeh new new qism ki bimirya apko daikhny ko mil Rahe haa woh sab in gande gases ki wajah Sy jo hamary ozone layer Mai suraakh kar Raha ha aur hamay cancer jaisy bemariyo ka samna karna parta ha, TOH agr isky main reason ko daikha jai toh hamary samny aata haa drakht katai q ky yahi woh poody hoty ha jo in gandy gases ko inhale karky hamary Liya saaf oxygen provide karte ha.
Aur Sath Sath hamay jo ajkal yeh na-bardaasht karny wali garmi daikhny ko mil Rahe haa same iski wajah bhi yahi haa TOH agr hum just poody lagwai toh yeh lakho rupees ko bemariyo ky dawaio pa lagwa rahy ha iss Sy haamy yeh plant bacha skaty haa aur hamary mahol ko saaf tanda aur shifaaf banwa daite haa. TOH koshih kary ky aisy free land Mai poody lagwai agr apka ho bhi na Kisi AUR ka ho km Sy km apky Liya mahool toh behtr kar skata ah.