پاکستان بمقابلہ بنگلہ دیش
Kaal Pakistan vs Bangladesh ka match hone wala hai aur iss dafa Karachi walon ko saza bhi mil gyi hia vesse bhi sab ko pata hai kpura PSL mai un ko ground emty hi rhe tha aur bas final mai hi whan pr corwd aya tha aur wo bhi isliye aya tha kyun k unhin ne tickets free krdein thein jis ki waja stadium mai ek seat bhi ni bachi thi lakin ab vesse phela toh ye first match Karachi hosts kr rha tha lakin un ka program tohh war gya ha..
bcz wo match ab shift krdiya gya hai Karachi se Rawalppidi bcz LKarachi k stadium pr abhi construction ka kam chal rha hai jis ki waja se whan se match hata diya gya hai. Lakin ab theek baat toh yeh hai k kal ka match jin logon ne ticket le li thi wo log stadium ma ja skhthe hain but ab un ko Karachi se Rawalpindi jana pare ga jo k bohat se log ni jayein aur ab shayad kal ka match pr hum itna crowd na dekhein lakin second match r zaror dekhein kyun k Rawalpindi pr hamesha ground full hojatha hai chaiye wo test matches hon, ODI ho ya T20 ya league, whna pr hamesha house full hojata hai.
Bilkul Theak hova ha karchai ka fans nay humesha mayoos he kiya hai gorund ma atty he ni hai or jab dosry stadium jasy Lahore or Rawlpandi waly ma full house hota hai iski ik wajjah ya bi hai kah lahore or Rawlpandi ka awam cricket ki boht shokeen hai is lay waha koi bi match hu crowd apni favourite team ko support krna atta hau matvh sabhu start hu ga Pakistan ny apny playing Xi 2 din phlay he announced kar dii the Jo kah ik confident sign hai or playing Xi ma koi bi spin bowlers shamil ni kiya gya hai iska kia wajah hu skata team management hi bta skati hai shayed pitch ko is according design kiya gaya hai kah fast bowlers ko support mil skayy baqii dakhty hai sabhu ka first session ma he andaza hu jaye ga kah pitch waqia ma fast bowlers ka lay bana ge hai is match ma Pakistan ka chances high hai match jheetny ka home ground ma.