PTA Warns Against Rising OTP and Phishing Scamsالسلام علیکم و رحمتہ اللہ و برکاتہ
Kea haal ha mry pyary dosto PTA ne social media users ko ek warning di hai ke phishing scams mein izafa ho raha ha khas tor par OTP fraud ke zariye hu raha. Hackers dhokey se logon se unki personal info lenay ki koshish karte ha jis se unka account chori ho sakta ha. PTA ne kha ha woh kabhi bhi phone, email ya message ke zariye logon se sensitive info jaise ke OTP ya passwords nahi maangte. Users ko advise diya gaya hai ke hamesha ehtiyat karein shak ki links par click na karei aur kisi se bhi personal info share nahe karein. our apny account ke liye strong passwords aur 2-factor authentication ka use zarori ha
info
Phishing scams se bachne ke liye PTA ne kuch steps bhi bataye hain agar kisi ka account hack ho jaye jisme foran password change kry aur official authorities ko report kary PTA mobile operators ke sath mil kar in scams ko roknay ki koshish kar raha hai aur users ko encourage kiya gaya hai ke woh phishing attempts PTA ki website mobile app ya toll-free number par report karein. Financial fraud ki reporting State Bank of Pakistan ya FIA ke zariye karne cahye. In guidelines ko follow karke users apni information ko behtar tareeqay se save rakh sakte hain aur scams say bach skaty ha
Acha iss ky bad ab ham bat kar lety hen winner ki to mery khayal sy voting honi chahye jiss kaa time kal sham 5 bajy tak ho yani kal sham 5 bajy winner announce kar diya jaye.
Bro Time Ko Raat 12 tak krna Chaye Ajj Khatame NABUWAT day ha 7 September
Our Mera vote to Farhan99 ko jata he Good design