America ka naya president a chuka hai jo ki ek dafa pahle bhi Rah chuka hai Jiska Naam Hai Trump. Jay election Jeet chuka hai kitna Maine suna hai 277 seat rampane Hasil ki Jiski United States of America ke Sadar Ban Gaye. Ab ismein Pakistan ke liye acchi baat yah hai ki Kuchh time pahle Shayad 2023 Mein ya FIR 2024 mein hi Trump Ne announce kiya tha ki Jab Bhi vah Prime Minister banenge to sabse pahle Imran Khan ko nikaalenge Jaise unke vah unke bahut acche Dost Hain.
To ab dekhna hai Ki Chai apni Kai Hui Baat Ko sabit Karenge ya FIR yah bus ek Jhot hi rhe ga. United States ke purane SadR ka naam Joe Biden tha, lekin aap Unki Jagah Le Li Hai. Last time Aaye The to yah bhi Imran Khan ki tarah nikale gaye the Kyunki United States ke liye acche kam kar rahe to to United States ki agency Ne Inko nikal Diya sirf Pakistan mein hi nahin balki across the world Har Jagah aisa hota hai Trump ki bhi almost Smilar story Hai Jaise Imran Khan ki hai but America mein police aur lawyer aur Court Sach Ka Sath Dete Hain Jiski vajah se Trump ko Itni Jyada chijon ka Samna nahin karna Pada as compare to Imran Khan.
Bikul Right sahe kaha tha Pakistan ka judge hoty to election commission ka chairman Pakistan ka skimdar jesa hota to Trump kabi jahe jheet skatia tha qkha yaha ki agencies or Police trump ka supports or election ma hissa lany waly ko pakhr leti hai or supreme court ma chief justice isa ny inthkabi nishan lay lata haha kia duffer Pakistan ki establishment hai wsy trump ki himit ko salam hai os nay apni establishment ko duffer kha tha or oska khalif jhoty cases banay gay but waha ki adadt ny osy muhlat di kah election ka bad cases dakhy gay qkh wo apni awam ko vote ka basis haq say muhram ni krna chahaty tahy
Baqi dosari bat kah trump ka any say Pakistan or imran khan ko kia faida hu ga to fiada boht hu ga or qkh wo imrna khan ka khalif ni hai or biden establishment ny to. imran khan ko nikla tha wo imran khan ko Pasand nu karyy thay but trump bilkul different hai biden intazia say wo yahi ki establishment ko ik order kary ga to unki tanguen kaapn jaye ge qkh yhai ki miltary establishment ka baap biden chala gya hai is lay ya ab kaapn rahy or hukmoti. misters to trump ka khalif ki ge apni purni tweets bi delete kar rahy hai