A major step taken to further strengthen the future of Bitcoin
Dosto BTC aik biggest financial asset banay jaraha hai aur global finance ko new rukh denie jaraha hai ye Massive Demand Creation Agar ye bill approve ho jata hai, to Bitcoin ke liye unprecedented demand create ho ho jay gi jo iske price ko bohot upar lejy gi.
Ye bill propose karty he US government agle paanch saalon tak har saal 200,000 BTC khareeday an munkin hai ye bill pass ho jay ga 1 Million BTC Ka Maqsad US government ka plan hai ke kam az kam 1 million BTC reserve mein rakhe.
Ye shift Bitcoin ko ek new store of value ke taur par itna popular bana sakti hai jo traditional safe haven assets jaise gold par deep asar dal sakta hai kuin k sabi big investors Bitcoin ki taraf shift ho sakte hain aur phir chhote investors bhi dheere dheere gold se Bitcoin mein reallocate karne par ghoor karien gy jis sy gold ke price me ash khasa dump ho sakta hai.