Post
Topic
Board Other languages/locations
Re: Pakistan
by
Farhan99
on 14/11/2024, 19:23:13 UTC
Make daily exercise a habit it is the secret to physical and mental health

Dost jis tarhan sy bemari yan bar rahien hai  Warzish hamare jism aur zehan dono ke liye behad aham hai aur ab to ye din b bhot ashy chal rahien hai agar ham  Warzish karty hai to hamray jisme sy nikal ne waka pasina keye virus hamri body sy bahir lay ata hai. Ye humein na sirf jismani tor par mazboot banati hai balke zehni sukoon aur khushi bhi faraham karti hai. Aaj kal ke masroof zindagi mein zyada tar log warzish par tawajjo nahi dete jiske bais unhein mukhtalif sehat ke masail ka samna karna parta hai.

Warzish ka sab se bara faida yeh hai ke is ke zariye hum taweel aur sehatmand zindagi guzar sakte hain. Subha ki sair, daur, yoga, aur cycling jaise mukhtalif warzishon ko mamool bana kar hum ek mutaharik aur sehatmand zindagi guzar sakte hain.
Well brother Exercise ka bahat he faidya ha daily life Lakin Ajj kal kanmusraf dumya ka oass inta waqt he kaha ha kah apni sehat ki tarf attention kar skay laakin ya zero ha agr kki sahe mahny ma Sehat Mand zindagi ghauzra Chahta ha ik hoti he Zindagi ghRa dena ik hota enjoyment krna sath sath ya bari zrori cheez ha exercise say insan ka andar zheni mazboti atti ha Jo sehat ka lay bari zrori ha

Ik or ihem cheez exercise ka koi side affect ni. hota imsani Zindagi pr is lay apny qameti waqat ma sya apmy laiya kuch time nukla a bari zrori hai ma indian Bollywood actress akshay kumar ki eek bat say bari inspired hu kah insani Jasm bi ik machine ki tarah kam karta ha ji ki maintenance bari zrori ha jo wo apny gasm ko daily ik ghanta mushkat ma dalta ha jas ka asar kah wo 50 sy oper honat ka bajwood bi young he lagta ha