Make daily exercise a habit it is the secret to physical and mental healthDost jis tarhan sy bemari yan bar rahien hai Warzish hamare jism aur zehan dono ke liye behad aham hai aur ab to ye din b bhot ashy chal rahien hai agar ham Warzish karty hai to hamray jisme sy nikal ne waka pasina keye virus hamri body sy bahir lay ata hai. Ye humein na sirf jismani tor par mazboot banati hai balke zehni sukoon aur khushi bhi faraham karti hai. Aaj kal ke masroof zindagi mein zyada tar log warzish par tawajjo nahi dete jiske bais unhein mukhtalif sehat ke masail ka samna karna parta hai.
Warzish karne se hamara jismani nizam behtar hojata hai jis se dil ki sehat behtar hoti hai blood pressure kam rehta hai aur jism mein khoon ki rawani bhi behtar hoti hai. Is ke ilawa, warzish se pathon aur haddioun ko mazbooti milti hai jo burhape mein bhi jism ko taqatwar banaye rakhti hai.
Khoob bhai boht he zaberdast information share kiya ha apnay asy unique interesting information community ak sath share karty rahy takah ab apni health ki tarf bi dhayan day saky ya dunya to kabi kaai ki pori nahw hovi na he hony waki hai Mola Ali AS ka farman hai insan oassy kamany ka chakar ma apni sehat ghava deta hai ohr osi sehat ko hasnil krny ka lay apna passa jharch kar seta hai is lay uthna he kamna cahyw jitna ham afford kar skay zadya kamny ka chakar ma ham apnu ham apni sehat ka khayal ni karty easy agr banda kaasan ki life ki tarf dakhy to na he wo. warzidh karta hai phe bi fit rahta hai qkha oska kam he asa he khoon paseena wala kam hai jab jo loog bethay rahty hai inka life kam hoti ya bi ik reality hai Allah pak humri liay asani peda kary or sab ko sehat wali our skon zindagi dy Ameen.