Time that isha ki namaz ka, masjid mai aj pheli baar light ni thimatlab zero power bulb on tha bht rarely hota hia aisa mai ne second ya third time dekha hai.
Lakin ab larai shuru kesa hui aur khatam kesa hui. ek bacha mai wo hoga khoi 6 se 7 saal ya us se bi chota yeh mujhe bi ni pta k wo akela ata hai ya kisi k sath lakin wo hamesha molvi shb k bilkul peche namaz parhtha hai phelai sift mai khare ho kr toh namaz se khoi 3 se 4 minute phela jab log ana shuru horhe tha aur beth gye tha waiting mai toh bache ne a kr ek uncle se kha "idhr mai ne namaz parhni ap thora sa side pr o jayein."
Uncle toh hogye phir jesa hi farz namaz khatam hui toh uncle ne khare ho kr bolna shurur kr dia punjabi mai "k mai iss majid mai pheli dafa aya hun sanu nipata aiste ki ki hota hai, de aj mai aya de iss bache ne mai nu kha k idhr mai ne khara hona hain bla bla bla" Isi baat pr larai shuru hui aur bache ko point krne lage phir usi time bacha masjid se bhair chala gya lakin foren ek duur se uncle ne bola k "bache ka shoq hai" aur us k baad dono uncle ki bari zabardast larai hui molvi sbh darood sharif readk krne start hogye and larai ki waja dua bi ni hui. Larai logon ne rokhi aur dono ko chup kr waya warna mai ne sunt bi parh lia tha aur withar parhne laga tha lakin larai finish ni hui thi.