Main Unknown op Bhai or JunaidAzizi Bhai sy ye pochna Chahta hon k unhon ny istra ki pic or graphs Kesy bnay Hain .
Walaiqumassalm warahmatullahe wabarakatuho!
Lo bahi jan apne poch aur ham hazir huwe apki khedmat ma.
Sub se pehle tu bahi jan ye banner bannana buhat he asan kam ha aur ap esko do trah se kar sakte hain ke paid ha aur dusra free aur ye dono apko ek he application penmel jayegi aur wo h Canva application jo ke play store per mojood ha. Install aur login ke bad ap na serf es trah ke banners balke aur be kaye trah ke cheexe banwa sakte go Canva se. Kuch free ha kuch ho pro leka hgo.
Wo pro wala paid version ha paise daike ap os ko feathers ya tamplate ko use kar sakenge. Baqi unkown Op ne jo graphs banye ha os ka muje khaas nahe oata oer wo be kesisi application se banye hogi hope so ke wo apko reply kar ke bata de ke wo kaise es trah ke graphs bna skte Hain. Han bahi agr aur koi kesi cheez ma masla araha ho ya koi ayr question ho forum ke hawale se ya kesi aur hawale se tu ap easy hoke poch sakte hain.
well Junaid laakin Everybody now about canvas ma Kuch or tools website add krna chayo ga jas ma Crello ha Ik jasy ma personally Kafi use kiya ha Ya barai unique qasim ki templates provide krtta ha jasy ham social media post designs or forum presentation kan lay Use kata skatay ha isy use karna bi easy ha just drag and drop wala sceen ha idhr sy pakhar kar banay baniay templates ma ab editing krni Hoti ha
second tool to premium design ka lay Use hota wo Adobe Express ha Ya adobe company ka official tool ha paid tools ma ata laalin ham Pakistani isy free ma use kartay ha crack ka ka haha ya tool agara ap professional qasim ki edition or designs bana chahaty ha Jo use kar skatay isy use krna thira difficult hu skata ha