~~
Bitcoin k fundamental strong han or technically bi Bitcoin uptrend mein ha, umeed ha k aany waly dino mein Bitcoin ki price dobara $100,000 ko surpas ker jai, Insha Allah. DYOR
As Salam alaikum Sir G.
Kasa haa app umeed karta hoo khairyat sa hongaa.
Han Sir app ke bat 100% drust haa kaa Bitcoin fundamentally strong haa. Or iss ke wajaa bohat saraa analyst kaa believe haa ka Bitcoin again $100,000 koo cross Karna ka potential raktaa haa. Han a little bull back hoona zaroore haa q price naa moved karnaa haa. So Isley healthy correction next move kaa leya feed hotaa haa. Or Maza ke bat yaa haa ka ham naa dakh b leyaa bohat saraa Bull players maa Million dollars kaa worth kaa Bitcoin ko buy keyaa. Jo dar haqeeqat hamraa leya nehayat hee better sabit ho saktaa haa...
Iska ilawa Technically perspective saa Bitcoin little bit Hazy lag rahaa haa. Lakin yA sab Liquidation kaa based par Howa haa I mean Exchange abi little bit blow da rahaa haa pice koo. Bahar Hal ham umeed kartaa haa kaa Market bohat hee soon APNA app ko maintain kar kaa wapas app 100k level ko cross kar daa gaa.
DYOR !Walaikum salam brother, Alhamdulilah mein bilkul theek houn or umeed ha k ap bi kharuyat se hon gay or life ko enjoy ker rehe hon gay.
Bitcoin k bary mein apka tajzia bht balanced or thoughtful ha. Meri nazer mein interest rate ka kum hona sub financial markets k liay bht positive hota ha ku k es se lower cost of borrowing ki waja se money supply increase ho jati ha or investors k liay risky markets mein invest kerna easy ho jata ha.
Last week k douran Bitcoin ki price mein jo correction hoi thi wo ek temporaory phenomenon that or ab recovery shoro ho chuki ha or aaj Bitcoin ki price mein 2.8% izafa ho gya ha or umeed ha k yeh uptrend aany waly dino mein bi jari rehe ga, Insha Allah. DYOR