Ye baat sahi hy k internet k faiday be hy aur nuqsaan. Nuqsaan ki taraf wahi jaega jo bewaqoof hoga q k faida ye hy k ye apko knowledge and paisey ke lehaz se independent karta hy apko kisi job ki zarurat nahi hoti paise ke liye aur kisi college ya academy ki zarurat nahi hoti kuch skills hasil karny k liye.
Lekin nuqsaan se is situation may bacha ja sakta hy agar Chinese check and balance policy apnai jaye q k waha pr koi internet pr ghalat mawad nahi de sakta na hi easily visit kr sakta hy
Yhe toh khafi ajeeb baat ahi or iss ka khain b correct faida nazr toh ni arahaa. Han internet ka glt istimal to har jagah hota hai jesa k scam wagera lakin ab iss ka yeh mtlb toh ni hai k internet hi band krdein bcz aj kal toh kam hi internet k zrye hota hai aur aksr jab Pakistan mai net band kia jata hai jalsa ya kisis related to politics reason ki wja se toh us din toh pura Pakistan VPN laga kr guzara krta hai.
Agr Internet ni hoga toh yeh wala form jis pr hum batein kr tein hain yeh b ni hoga matlab in short Iran 20 se 30 saal peche chala gya hai aur ab whan pr net naam ki khoi cheeze mojud ni lakin iss se toh communicatio ko b bht zada effect pare ga jesa agar kisi ne Iran se Pakistan ys kisis or country pr call krni ya msg krna hai toh us k lia phela call center wagera ghumna pare ga or phir baat ho pae gi jis k charges b lagein gein wahi gooogle toh dunya ka sub se bara search engine hai aur sth k sth no internet, no ai, for them. Yeh toh bilkul achi cheeze ni hai Iran k lia.