bus sirf ap ki waja se ham ye meetup postponed kar rahay hai... hehehe
chalin ham ap ki baat man lete hain aur ye gathering ham sirf ap k kehne pe postponed kar rahay hian.
ab kia GbitG bhai Sad ham ap k reply ka intezar he karte rah gae... aur phir end pe jab apka koi reply nahi aya tu hamin sara plan cancel krna para...
hahaha just kidding filhal ye postponed hogia... "mosam ki kharabhi ki waja se" In Sha Allah future main jaldi phir se plan karin ge...
hahaha just kidding Rustam Meraj I know ap ne bata dia tha k difficult hia ap ka aana... bus isi waja se ham ye plan delay kar dia hai... ham ne kaha ap baghair gathering... thooo aisi gathering pe
jee Cheema02 bhai plan tu acha he tha bus ap ne sara plan kharab kar dia Cheesy
Are biii mujy ye samaj nai aai ky ye plan kiss ki waja sy postponed huwa yaa cancel huwa???
Personal my sab ko kehty ky biii ap ki waja sy huwa to bat alag thi... Sir ap to sab ky samny hi sab ko keh rahy hen ap ki waja sy huwa ap ki waja sy huwa....
Ab samaj ye nai aarahi hai. Ky plan kiss waja sy cancel yaa postponed huwa?
Mosam ki waja sy?
Meri waja sy?
Gbitg ki waja sy?
Junaid ki waja sy?
MusaPk ki waja sy ??
Yaa phr Cheema02 ki waja sy???Gal ty roly ch e reh gai a.... Hun enda nakherra karo... Kindi waja to postponed hoya ay?