Happy National Bean Day
السلام علیکم و رحمتہ اللہ و برکاتہ
National Bean Day jo 6 January ko manaya jata ha ek din hai jo beans ki beneficial aur gahzi ahmiyat ko celebrate karta ha. Beans apni fiber aur protein ki zyada mikdar ki wajah se famous ha jo kisi bhi natural khanay mein dhondhna mushkil ha. Yeh sehat ke liye bohat faidemand ha jaise ke
gut health ko behtar bananey our wazan control karne mein madad dete ha. Iske ilawa, beans sustainable agriculture ke liye bhi zaroori ha kyunke yeh zameen ki sehat behtar banate ha kam pani chahte ha aur dosray protein sources ke muqable mein kam greenhouse gases produce karte ha. Yeh saste hote hain aur lambi muddat tak kharab nahi hote jo food security aur khanay ka zaya kam karne ke liye acha ha
National Bean Day par
Beans Is How campaign ka maqsad hai ke 2028 tak duniya bhar mein beans ka istemal barhaya jaye. Yeh campaign yeh dikhata hai ke beans ka zyada istemal kar ke hum sehat aur environment ke masail ko hal kar sakte ha. Is din ko manate hue hum beans ki ahmiyat ko samajh sakte hain aur aise campaigns ko explore kar sakte hain jo humein beans ke faide batate ha Ik sehat mand jasim ma he sehat mand insan hota ha