As Salam alaikum
Sir kasa haa app umeed karta hoo khairyat sa hongaa.
Technical perspective saa Bitcoin still on a green track at weekly time frame ka andar. Daily maa hamaa little bit decline dakhnaa ko mil haa. Yani Bitcoin APNi 101k$ ka level break NAHI keya or reject hogyaa. Abb currently Bitcoin akk volital Zone ka andar trade ho rahaa haa yani Liquidation zone maa haa Jo approximately 103k$ saa laa ka 105k$ tak haa. To hamaa little bit dihan rakhnaa hogaa especially Jo leverage traders haa.
Baqi weekly time frame ka andar Bitcoin naa rejection ka bad consolidation face start kee haa Matlab kaa price Choppy sideways move kar rahaa ha Jo maybe next 2 to 4 weeks maa recover ho jayaa gaa or then oskaa bad hamaa AK achaa really happened hotaa howaa dakhnaa ko mil saktaa haa. Q Sir agar app weekly chart maa dakhaa to Bitcoin naa previous years 2023 December maa Choppy sideways move kaa bad really start kee tee or iss bar b price naa 2 month saa Choppy sideways move face kee haa. So agar price waqi USS pattern par jataa haa to hamaa 2025 maa AK achaa khasaa rally dakhnaa ko mil saktaa haa.
DYOR !
Walaikum salam brother, Alhamdulilah I am fit and fine. Ap sunai sub thhek ha or sirdi ka mausum enjoy ker rehe han.
Bitcoin market k crash hony se sub hee crypto investors/traders pareshan han or eski different reasons bayan ker rehe han mgr mere khyal mein China mein Covid-19 ki trh k virus ne markets mein bht panic ha jis ki waja se fear factor financial markets ko crash ker reha ha. Allah Pak hum sub ko apny hifzo aman mein rekhy. Aameen
https://www.theguardian.com/society/2025/jan/09/hmpv-virus-china-what-is-human-metapneumovirus@Sayeds56 ap ki baat kafi hadh tak thick hai crypto market crash honai ki waja China ka new virus hai laikin kuch aur bee cheezai hai jo marke per apna asar dekha rahi hai aur yai na sirf crypto balkai dosry markets per bee asar ho raha hai kiunkai kuch weeks pahlai bohut sarai logo ka hayal tha Donald Trump kai anai sai economical suratai haal bahter ho gee laikin abee wo kursi per baitha hee nahi aur us nai threats deni shuru kerdi hai jis ki waja sai bohut sarai concerns uth rahai hai. Dosri taraf European Union kai ander bee kuch threats uth rahi hai jo kai halat ko negative side per lai ja rahai hai un ki waja sai bee market upset hai baki jo kuch Donald Trump nai crypto kai hawalai sai kaha tha apni compaign mai lagta hai wo sirf batai hee thee abee tak us tarah ka mahool bee nazar nahi aa raha jis sa market sentiments negative ho gai hai.