
Lyn ji qahar toota khuda khuda kr ky. Aj char saal ka baad akhir kar PIA na Europe ka lea direct flights start kr dee hn. Ap sub ko mubarak ho. Ya kafi sharmandgi ke baat the ka hmari National Airline ko Europe na Ban kea hua tha. Khair aj pahli flight na Islamabad sa Paris (France) jana tha jo ka Allah ka fazal sa Paris Land kr chuki hy. Ab agr koe dost Europe jana chahta hy to usko direct flight ke sehalot available hy. Allah kra ka Europe ka route open hona sa PIA ka losses bhe kam hn aur ya phr eik profitable idara bun kr mulk ka asset bnya.
lo ji mari is post ka saath he hmarya 1200 pages bhe mukamil ho gya. sub ko 1200 pages pora hona ke bhe mubarakbad.
Thanks Brother Ham nay 1200 pages ka milestone archive kar liaya hai ya humari local baord ka banay ma helpfull sabit hu ga our second PIA ka urooj ka bad zawal ka bad abi phr kuch urooj sharu hony wala ha Europe ki tarf PIA ki pheli flight 4 years ka bad paris ge ha ya ik seat back tha PiA ka lay Europe nay inpae restrictions lagai hovi the avi UK nay PiA par pabandi hati ni ha umeed ha jald he is saal ma March ya phar April ma Uk ka lay flight operation resumes kiya jaye ga
PIA par ya padabdi Europe union nay lagi thae jab june 2020 ma PTI ki government the our ik wazeer nay PiA ka pilots ki. licence ko galt kah diya jas ki wajjah say europe union nay PIA ki Europe ma padabi lagi di the ab 4 saal say zadya time ka bad ya pabandi hati ge Jo kah PIA ko khasay say nikaly ma helpful hu ga Abi PiA par 800 arab say zadya ka qaraza ha Is ka pichy Kas ka Hath inti profitable company ka Ya hall kas ki wajjah say hova?